Mutton karahi.
You can have Mutton karahi using 11 ingredients and 6 steps. Here is how you cook that.
Ingredients of Mutton karahi
- Prepare 1 kg of )Mutton, (ubal lain. Jab gal Jae to nikal kar bachi Hoi yakhni ko itna paka lain k 1 glass reh Jae).
- You need 1 tbsp of )lahsun,.
- It's 1 tbsp of )adrad,.
- You need 1/2 tbsp of )sabaz mirch,.
- You need 1 cup of )oil.
- Prepare 1 glass of ) Mutton yakhni,.
- Prepare 250 grm of ) tamatar,.
- Prepare 125 grm of )dahi,.
- It's hasb e zaiqa of )namak,.
- You need hasb e zaiqa of )kali mirch.
- It's 1tesp of )dara mirch,.
Mutton karahi instructions
- Sab se pehly oil mai lahsun, Adrak aur sabaz mirch ko bhon lain..
- Ab is mai tamatar, namak, kali mirch, laal mirch, dara mirch aur haldi daal kar bhon lain..
- Ab dahi daal dain aur mesher ki madad se masala pis lain. Aur 2 minutes bhon lain..
- Ab pehly se galaya How gosht daal dain aur 5 mint bhon lain..
- Ab AK glass yakhni daal kar teez anch per paka lain k pani khatam ho Jae..
- Mazedaar Mutton karahi tayar hai..